रविवार, 3 नवंबर 2013

आओ, उन्हीं के नाम दिया पांच जलाएं.






दहशत के पटाखों में जो शहीद हो गए.
हाफ़िज़ की बेरुखी के जो शिकार हैं हुए.
आओ, उन्हीं के नाम दिया पांच जलाएं.
पुरअम्न-ओ-पुरअश्क़ दिवाली ये मनाएं.

अरविंद पाण्डेय
 www.biharbhakti.com

1 टिप्पणी:

  1. Pranaam sir,

    bahut sunder sir...

    bahut hi khubsurati or bebaki se apne sidhe or saral bhasha me inka dard bayan kiya hai...

    rajneeti apni jagah honi chahiyea par desh or deshwasiyon ki suraksha ke uper kisi tarah ka samjhauta nahi hona chahiye...jab deshhit hi surakshit nahi rahega to phir baki kya bach jaega...
    desh ko jati,dharam,kaum,majhab,prant ke jakran se azad hoke aage badhna hoga...
    aaj ke rajnetaon ki estarhin rajneeti se desh gart me ja raha hai...
    Rastra ke yuwaon ke aage ghor nirasa hai...
    jansamj jakran mahsus kar raha hai or hum jante hain ki jab desh ki dharkan jakran ke aagosh me dubti hai to humesa kisi budhijiwi/manishiyon ke dwara ummid ki roshni jala ke marg prasast kiya jata hai...
    aapse hum sabko wahi ummid hai...kyunki hum aapke vicharon se or aapke bhawon ke kayal hain...

    Rastra ka sirf or sirf ek dharam hona chahiye...Bharat or Bharat bhakti.
    Rastra ke liye badi se badi kurbani bhi aati laghu hoti hai...

    Bihar Bhakti ke madhyam se hum desh ki bahut badi sewa kar rahe hain...iske liye aapko Saduwad....
    apne Buhar Bhakti Andolan ke madhyam se desh ki ekta or majbuti ka jo alakh jagaya hua hai usko sat-sat naman.....
    apne apne komal kavi hridaye ke dwara desh ke dard ko udel diya hai in panktiyon me...
    kirpaya humesa apne mahan or prernadayak vicharon se humara margdarsan karte rahen taki is naummidi ke khufnak awran me apke dwara jalai hui ummid ki kiran hume humara marg bhulne na de...

    Jai Hind,Jai Bhihar :)

    जवाब देंहटाएं

आप यहाँ अपने विचार अंकित कर सकते हैं..
हमें प्रसन्नता होगी...